Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGumnaam (1965)
HomeGumnaam (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya oye hoye ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya har ada jhumati qaayamat hai khubasurat bala hai aafat hai paas reh kar bhi door rehati ho dil kuchalna puraani aadat hai paas reh kar bhi door rehati ho dil kuchalna puraani aadat hai ek ladki hai ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya oye hoye ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya khud to aankhon se katl karti ho apna ilzaam hum pe dharti ho saari duniya ko maar daala hai baat puchho to bas mukarti ho saari duniya ko maar daala hai baat puchho to bas mukarti ho ek ladki hai ek ladki
ho iss duniyaa mein jeena ho to sun lo meri baat iss duniyaa mein jeena ho to sun lo meri baat ghum chhod ke manao rang reli aur maan lo jo kahe kiti keli ghum chhod ke manao rang reli aur maan lo jo kahe kiti keli jeena uska jeena hai jo hanste gaate jee le zulfon ki ghanghor ghata mein nain ke saagar pee le jeena uska jeena hai jo hanste gaate jee le zulfon ki ghanghor ghata mein nain ke saagar pee le jo karna hai aaj hi kar lo kal ko kisne dekha aayi hai rangeen bahaaren le ke din rangeele ho iss duniyaa mein jeena ho to sun lo meri baat iss duniyaa mein jeena ho to sun lo meri baat ghum chhod ke manao rang reli aur maan lo jo kahe kiti keli ghum chhod ke manao rang reli aur maan lo jo kahe kiti keli main albeli chingaari hoon naachun aur lehraaun daaman daaman phool khilaun aur khushiyaan barsaaun main albeli chingaari hoon naachun aur lehraaun daaman daaman phool khilaun aur khushiyaan barsaaun duniyaa waalon tum kya jaano jeene ki ye baaten aao meri mehfil
gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi kiss ko samjhe hum apna kal ka naam hai ik sapna kiss ko samjhe hum apna kal ka naam hai ik sapna aaj agar tum zinda ho to kal ke liye kal ke liye maala japna gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi pal do pal ki masti hai bas do din ki basti hai pal do pal ki masti hai bas do din ki basti hai chain yahaan par mehnga hai aur maut yahaan maut yahaan par sasti hai gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi kaun bala toofani hai maut ko khud hairaani hai kaun bala toofani hai maut ko khud hairaani hai aaye sadaa viraanon se jo paida hua paida hua wo faani hai gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam hai koi badnaam hai koi kiss ko khabar kaun hai wo anjaan hai koi gumnaam
hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hum tere tere tere chaahne waale hai hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hum tere tere tere chaahne waale hai hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin ye gore gaalaan tandaana ye reshmi baalaan tandaana ye solah saalaa tandaana haaye tere khayaalaan tandaana ye gore gaalaan tandaana ye reshmi baalaan tandaana ye solah saalaa tandaana haaye tere khayaalaan tandaana hum tere tere tere chaahne waale hai hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hum tere tere tere chaahne waale hai hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin tume kidhar ko jataayin tandaana kyun paas naa aataayin tandaana jaa maar ye baataan tandaana dil tod ye ghaataan tandaana tume kidhar ko jataayin tandaana kyun paas naa aataayin tandaana jaa maar ye baataan tandaana dil tod ye ghaataan tandaana hum tere tere
jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao madhosh hai zindagi chaaron taraf bekhudi madhosh hai zindagi chaaron taraf bekhudi thaamo mujhe main gira thaamo mujhe main gira lehraaye dil ki lagi jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao paani jo hum per gire ik aag tan mein lage paani jo hum per gire ik aag tan mein lage tumko khabar kya sanam tumko khabar kya sanam kehte hain ulfat isse o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao hoye hoye jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao baadal se barse nasha bheegi huyi hai fizaa baadal se barse nasha bheegi huyi hai fizaa thandi hawaa jab chale thandi hawaa jab chale kaanpe hai dil ka diyaa o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola
jaan pehchaan ho jeena aasaan ho jaan pehchaan ho jeena aasaan ho dil ko churane walon aankh na churaao naam to bataao jaan pehchaan ho jeena aasaan ho jaan pehchaan ho jeena aasaan ho dil ko churane walon aankh na churaao naam to bataao jaan pehchaan ho jeena aasaan ho aaj ki yeh shaam jawaan yun na chali jaaye aaj ki yeh shaam jawaan yun na chali jaaye phir se na aayegi yeh kisi ke bulaaye phir se na aayegi yeh kisi ke bulaaye phir se na aayegi yeh kisi ke bulaaye yaa hu hu jaan pehchaan ho jeena aasaan ho jaan pehchaan ho jeena aasaan ho dil ko churane walon aankh na churaao naam to bataao jaan pehchaan ho jeena aasaan ho bolo yeh na bolo tum ho gaye ishaare bolo yeh na bolo tum ho gaye ishaare sidi sidi chot huyi dil pe humaare sidi sidi chot huyi dil pe humaare sidi sidi chot huyi dil pe humaare yaa yaa hu jaan pehchaan ho jeena aasaan ho jaan pehchaan ho jeena aasaan ho dil ko churane walon aankh na churaao naam to bataao jaan pehchaan ho jeena aasaan ho chup
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Ladki Hain Gumnaam (1965) 04:39 19219
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 19219   

Ghum Chhod ke Manao Gumnaam (1965) 04:52 13297
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:52   Song Number : 13297   

Gumnaam Hai Koi Gumnaam (1965) 05:18 20489
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 05:18   Song Number : 20489   

Hum Kaale Hain To Kya Hua Gumnaam (1965) 06:23 20538
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 06:23   Song Number : 20538   

Jaan E Chaman Shola Badan Gumnaam (1965) 05:06 20610
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 05:06   Song Number : 20610   

Jaan Pehchaan Ho Jeena Aasaan Ho Gumnaam (1965) 05:38 13296
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 05:38   Song Number : 13296